Ab
to kar parwah, khabar ye aam ho rahi hai,
Teri
in harqato se bande, bharat maa ki izzat nilam ho rahi hai,
Ab
aashman se paigambar-e-khuda aaye bhi to kya,
Tere
maathe pe lage daag-e-ilzaam mita payega kya,
Sarkar-e-kanoon
pe phir kyun nigaah hai,
Is kasht
pe pehle hi kitne barbaad hue hai,
Sukoon-e-dil
ke liye kitne uske dar hai gaye,
Par har
faisla uska fakht kitaab-e-kalam tak hi raha,
Dheere
se sarakti hai raat us masoom ki aanshu ki tarah,
Chehre
pe udaasi aa jaati hai kisi apne ke guzar jane ki tarah.!!
0 comments:
Post a Comment